Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeS D Burman
HomeS D Burman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


roye jiya aan milo more piya aa aa aa aa roye jiya aan milo more piya aa aa aa aa ooo panchhi gaaye kahin pyaar se pee kahaan pee kahaan tere liye dil thaam ke reh gayi main yahaan panchhi gaaye kahin pyaar se pee kahaan pee kahaan tere liye dil thaam ke reh gayi main yahaan o saathiya aan milo more piya aa aa aa aa roye jiya aan milo more piya aa aa aa aa thandi hawa chalne lagi kya karun kya karun main akeli jalne lagi kya karun kya karun thandi hawa chalne lagi kya karun kya karun main akeli jalne lagi kya karun kya karun o beliya aan milo more piya aa aa aa aa roye jiya aan milo more piya aa aa aa aa oh ye sandesha mera ja kaho baadlo baadlo raah takun piya aa milo aa milo aa milo ye sandesha mera ja kaho baadlo baadlo raah takun piya aa milo aa milo aa milo more piya aan milo more piya aa aa aa aa roye jiya aan milo more piya aaaaaaaaa
rula ke gayaa sapna mera rula ke gayaa sapna mera baithee hoon kab ho savera rula ke gayaa sapna mera wohi hai ghume dil wohi hai chanda taare wohi hummm besahaare wohi hai ghume dil wohi hai chanda taare wohi hummm besahaare aadhi raat wohi hai aur har baat wohi hai phir bhee na aaya lootera rula ke gayaa sapna mera baithee hoon kab ho savera rula ke gayaa sapna mera aaaaaaa kaisi ye zindagiee ke sanson se hum oobe ke dil doobaa hum doobe kaisi ye zindagiee ke sanson se hum oobe ke dil doobaa hum doobe ik dukhiya beachari is jeevan se haari us par ye ghum ka andhera rula ke gayaa sapna mera baithee hoon kab ho savera rula ke gayaa sapna mera
rut phire par din humaare rut phire par din humaare phire na phire na phire na rut phire par din humaare dharti pe rang chhaaya duniya ke bhaag jaage lekin wohi andhera ab tak hai apne aage dharti pe rang chhaaya duniya ke bhaag jaage lekin wohi andhera ab tak hai apne aage rut phire par din humaare phire na phire na phire na rut phire par din humaare pahunchi na apni naiya ab tak kisi kinaare pahunchi na apni naiya ab tak kisi kinaare koi nahin jo humko apni taraf pukaare is paar kuchh nahin hai us paar kuchh nahin hai apne liye siwaaye majhdhaar kuchh nahin hai is paar kuchh nahin hai us paar kuchh nahin hai apne liye siwaaye majhdhaar kuchh nahin hai rut phire par din humaare phire na phire na phire na rut phire par din humaare phire na phire na phire na rut phire par din humaare
saaaaaaaaaa reeeeeeeee gaaaaa to maaaaaaaaa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa pa dha pa ma ma pa ma ga re pa ma ga ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa geet pehle bana tha ya bani thi yeh sargam geet pehle bana tha ya bani thi yeh sargam ek hi saath hua tha do dilon ka ye sangam pyaar ka yeh taraana zamaana sun le sa re ga ma one two three four sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa jaise dil milte hain waise sur milte hain jaise dil milte hain waise sur milte hain phool tab geeton ke honton pe khilte hain tum tana na na dhim tana na zamaana sun le sa re ga ma one two three four sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa
aaaa aaaa aaaaaaaa sa sa sa sa re ga ga ga ga re taar dilon ke ab jod do pa pa pa pa ma maaregaa mama kahti hoon mera peechhaa chhod do sa sa sa sa re ga ga ga ga re taar dilon ke ab jod do pa pa pa pa ma maaregaa mama kahti hoon mera peechhaa chhod do sa sa sa sa re pyaar ki sargam gaate huye hum sapnon mein aao kho jaayenge tumko pata hai raaz ye kya hai lene ke dene pad jaayenge pyaar ki sargam gaate huye hum sapnon mein aao kho jaayenge tumko pata hai raaz ye kya hai lene ke dene pad jaayenge sa sa sa sa re ga ga ga ga re taar dilon ke ab jod do pa pa pa pa ma maaregaa mama kahti hun mera peechhaa chhod do sa sa sa sa re ooo sa sa ni dha pa ma pa ga ma pa ni sa re ga ma ma re sa prem taraanaa sabse suhaana zindagi kya hai sangeet hai geeton ki devi sapnon ki raani mujhko bhi tujhse hi preet hai prem taraanaa sabse suhaana zindagi kya hai sangeet hai geeton ki devi sapnon ki raani mujhko bhi tujhse hi preet hai sa sa sa sa re ga ga ga ga re taar dilon ke ab jod
aaaaaaa aaaaaaaaa saajan bin neend na aave saajan bin neend na aave viraha sataawe un bin mohe kachhu na bhaave kaise kahoon main kaise kahoon main kaise kahoon main saajan bin neend na aave ma pa sa ni dha pa ma pa ma ma ga pa ma aa aaa aaa karke thode din ki preet man se roothe man ke meet karke thode din ki preet man se roothe man ke meet dukh ke sapan dukh ke geet kaise kahoon main kaise kahoon main kaise kahoon main saajan bin neend na aave aaaa aaaa aaaaa tan ko phoonke man ki aag man ko phoonke viraha raag tan ko phoonke man ki aag man ko phoonke viraha raag apne apne sab ke saaz kaise kahoon main kaise kahoon main kaise kahoon main saajan bin neend na aave saajan bin neend na aave viraha sataawe un bin mohe kachhu na bhaave kaise kahoon main kaise kahoon main kaise kahoon main saajan bin neend na aave
hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela kahan saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela kahan saathi na koi manzil humdum koi mile kahin aise naseeb hi nahin bedard hai zameen door aasmaa humdum koi mile kahin aise naseeb hi nahin bedard hai zameen door aasmaa saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela kahan saathi na koi manzil galiyaan hai apne des ki phir bhi hai jaise ajnabi kis ko kahe koi apna yahan galiyaan hai apne des ki phir bhi hai jaise ajnabi kis ko kahe koi apna yahan saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela kahan saathi na koi manzil patthar ke aashnaa mile patthar ke devata mile sheeshe ka dil liye jaaun kahan patthar ke aashnaa mile patthar ke devata mile sheeshe ka dil liye jaaun kahan saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela
hu ho o o o hmm hmm hmm hmm hmm sach huye sach huye sapne tere jhoom le o mann mere sach huye sapne tere jhoom le o mann mere chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa sach huye sapne tere bekal mann ka dheeraj lekar mere saajan aaye bekal mann ka dheeraj lekar mere saajan aaye jaise koi subah ka bhoola saanjh ko ghar aa jaaye preet ne rang bikhere jhoom le o mann mere chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa sach huye sapne tere mann ki paayal chham chham bole har ek saans taraana mann ki paayal chham chham bole har ek saans taraana dheere dheere seekh liya akhiyon ne muskaana ho gaye door andhere jhoom le o mann mere chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa sach huye sapne tere aa haa hoo aa haa la haa hoo jis uljhan ne dil
banegi aashaa ik din teri ye niraasha kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye ayeeeee chaahe jo hoyee ayeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye sama jaaye iss mein toofan jiyaa tera saagar samaan sama jaaye iss mein toofan jiyaa tera saagar samaan nazar teri kaahe ye naadaan chhalak gayiiiii gaagar samaan oooooooo jaane kyun tune yun aansuwan se nain bheegoye kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye diya toote to hai maati jale to ye jyoti bane diya toote to hai maati jale to ye jyoti bane bahe aansun to hain paaniiii ruke to ye moti bane oooooooo ye moti aankhon ki poonji hai ye naa khoye kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye kahin pe hain dukh ki chhaya kahin pe hain khushiyon ki dhul oreeeee oooooo oooooo kahin pe hain dukh ki chhaya kahin pe hain khushiyon ki dhul bura bhala jaisa bhi hai yehi to hai baghiyaa ka
mose chhal kiye jaaye haaye re haaye haaye dekho saiyaan beimaan saiyaan beimaan mose chhal mose chhal mose chhal kiye jaaye haaye re haaye haaye dekho saiyaan beimaan samjha ke main to haari dhamkaaya dinhi gaari ni ni ni ni re re ga ga ma ma pa pa dha ni sa sa sa samjha ke main to haari dhamkaaya dinhi gaari aur karun bhi kya dekho mora jeeyara haan jeeyara kalpaaye jeeyara kalpaaye mohe haaye haaye dekho saiyaan beimaan mose chhal mose chhal mose chhal kiye jaaye haaye re haaye haaye dekho saiyaan beimaan mann ka hai bairi kaala dil jise de daala ni ni ni ni re re ga ga ma ma pa pa dha ni sa sa sa mann ka hai bairi kaala dil jise de daala preet mori pal pal roye tadpaaye tadpaaye tarsaaye tadpaaye tarsaaye mohe haaye haaye dekho saiyaan beimaan mose chhal haaaa aaaaa mose chhal mose chhal kiye jaaye haaye re haaye haaye dekho aaaaa saiyaan beimaan dekho saiyaan beimaan dekho saiyaan beimaan mose chhal kiye jaaye dekho saiyaan beimaan hoooo ooooo oooo beimaan
saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham raja ban ke aana re mohe le ke jana re ho mohe le ke jana re tham thama tham tham chandani raat hogi taron ki baraat hogi chandani raat hogi taron ki baraat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi khushi khushi gaayenge hum geet suhana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga tera manana mera ruth jana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham tum mere paas hoge ghum badi door hoga tum mere paas hoge ghum badi door hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga lana re lana tashrif lana re saiyaan dil mein aana re aa
ha ha ha ha haa ha ha ha haa ha ha ha haa ho ho hoo ha ha haa saiyaan kaise dhaarun dheer haaye pag thumak chalat bal khaaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer paayal baaje na koi jaage na haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer paagal sajni apne sajan ki chal nahin paawe raah milan ki paagal sajni apne sajan ki chal nahin paawe raah milan ki kaanta chubh chubh jaaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer khili chandni jale saajni haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer chhupke milan chali tumse jo chhaliya dekh ke jal gayi kaali koyaliyaa chhupke milan chali tumse jo chhaliya dekh ke jal gayi kaali koyaliyaa bairan shor machaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer koi jaane na bairan maane na haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan o more saiyaan parvat upar piya tori nagri dekhat chhalke nainon ki gagri parvat upar piya tori nagri dekhat chhalke nainon ki gagri pag tharr
sala main to sahab ban gaya are sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka haaa sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka waah fakire waah fakire soot pahan kar kaisa koode phande waah fakire waah fakire soot pahan kar kaisa koode phande kauaa jaise pankh mayur ka apni dum mein badhen apni dum mein badhen apni dum mein badhen kya jaano hum iss bheja mein kya kya naksa khincha kya jaano hum iss bheja mein kya kya naksa khincha leader log ki unchi baatein kya samjhe tum nicha kya samjhe tum nicha mera wo sab jhahil pan gaya hey sala main to sahab ban gaya sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka tarapapapapapapa tarapapapapapapa surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli kaisa
Sambhal Ke Samhal Ke Yeh Duniya
hmmm samundar samundar yahaan se wahaan tak ye moujon ki chaadar bichhi aasmaan tak mere meharbaan meri had hai kahaan tak yahaan tak hmm yahaan tak yahaan tak samundar samundar yahaan se wahaan tak ye moujon ki chaadar bichhi aasmaan tak mere meharbaan meri had hai kahaan tak yahaan tak to yahaan tak achchha yahaan tak main karti hoon waada uthati hoon kasmein ye bulbul rahegi sada tere bas mein main karti hoon waada uthati hoon kasmein ye bulbul rahegi sada tere bas mein mujhe qaid karte ho kyun is tapas mein main udkar bhi jaungi aakhir kahaan tak ye moujon ki chaadar bichhi aasmaan tak mere meharbaan meri had hai kahaan tak yahaan tak bolo yahaan tak hmm yahaan tak mohabbat se ye keh rahi hai jawaani sitam ho chuke ab karo meharbaani mohabbat se ye keh rahi hai jawaani sitam ho chuke ab karo meharbaani hansi pyaar ki koi chhedo kahaani chali aayi hai baat dil ki zubaan tak ye moujon ki chaadar bichhi aasmaan tak mere meharbaan meri had hai kahaan tak yahaan tak
sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye kaun raha hai apna kis ko pukaarun reeee kis ko pukaarun baithi akeli soona panth nihaarun reeee panth nihaarun panchhi bhi jaaaaa sab laut aaye tum hi naa aaye karun kya upaaye sandhya jo aaaaye apni to ek raina birhaa ki raina birha ki raina din kya hai yenaa jaane mere do nainaaa mere do naina ik raat jaaye ik raat aaye tum hi kahooo karun kya upaaye sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye
ho oho ho ho hmmmmm hmmmmm sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa hmmmmm hmmmmm kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa ho oho ho sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae aae aae kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa zid pe aa gaya hai dil ke aaj yoon na lautna meri suno laut jao chhod do ye bachpana aa aaaaaa chaar din ki zindagi mein din hain do bahaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae hey hey kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa aa aa aa ja ja ja ja ja ja ja o aa aa aa ja ja ja ja ja jaa aa aa oh ho ho oho oo kaise kahun kaisi uljhano mein meri jaan hai oho oo haa na na na na na haan ko na samjh gaye ye pyaar ki zubaan hai oho haaaaa ha ha ha kaatne hain hamko din kisike intezar ke ja ja ja ja ja tu jaa ho ho ho ho sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae aae kya doon tujhe
sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na aazmaaye kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na
shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab hoga yun nasha jo taiyyaar haan haan hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hansta hua bachpan wo bahka hua mausam hai chhedo to ik shola hai chhoo lo to bas shabnam hai hansta hua bachpan wo bahka hua mausam hai chhedo to ik shola hai chhoo lo to bas shabnam hai gaon mein mele mein raah mein akele mein aata jo yaad baar baar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab are hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab o o o o lara rara ra lara rara ra aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa rang mein pighle sona ang se yun ras chhalke jaise baje dhun koi raat mein
soch ke ye gagan jhoome soch ke ye gagan jhoome abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome chaand jab nikal aayega dekhega na koi gagan ko chaand ko hi dekhenge saare chaand jab nikal aayega phool jo khile na to kaise ho phool jo khile na to kaise baagon mein aaye bahaar ho oo oo deep na jale to saanwariyaa kaise meete andhkaar raat dekho kitni hai kaali abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome chandani se bhi tum haseen ho ho oo oo chandani se bhi tum haseen ho nazdeek aao zara ho oo oo chand ke nikalne talak to tum jagmagaao zara raat dekho kitni hai kaali abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Roye Jiya Aan Milo More Piya Sitaron Se Aage (1958) 04:04 17640
 
Poster of Sitaron Se Aage (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:04   Song Number : 17640   

Rula Ke Gayaa Sapna Mera Jewel Thief (1967) 03:52 21185
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:52   Song Number : 21185   

Rut Phire Par Din Hamare Pyaasa (1957) 03:27 17633
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:27   Song Number : 17633   

Sa Re Ga Ma Chupke Chupke (1975) 03:12 12318
 
Poster of Chupke Chupke (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amitabh Bachchan
Duration : 03:12   Song Number : 12318   

Sa Sa Sa Sa Re Naughty Boy (1962) 03:18 40151
 
Poster of Naughty Boy (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kalpana
Duration : 03:18   Song Number : 40151   

Saajan Bin Neend Na Aave Munimji (1955) 03:17 40937
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:17   Song Number : 40937   

Saathi Na Koi Manzil Bombai Ka Babu (1960) 05:16 12213
 
Poster of Bombai Ka Babu (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:16   Song Number : 12213   

Sach Huye Sapne Tere Kala Bazar (1960) 04:01 12538
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:01   Song Number : 12538   

Safal Hogi Teri Aradhana Aradhana (1969) 05:39 21205
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:39   Song Number : 21205   

Saiyaan Beimaan Guide (1965) 03:37 12355
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:37   Song Number : 12355   

Saiyaan Dil Mein Bahar (1951) 03:31 21207
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:31   Song Number : 21207   

Saiyaan Kaise Dharun Dheer Sitaron Se Aage (1958) 06:11 39869
 
Poster of Sitaron Se Aage (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:11   Song Number : 39869   

Sala Main To Sahab Ban Gaya Sagina (1974) 03:06 12464
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:06   Song Number : 12464   

Sambhal Ke Ye Duniya Sitaron Se Aage (1958) 04:49 13199
 
Poster of Sitaron Se Aage (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:49   Song Number : 13199   

Samundar Samundar Barood (1976) 04:28 39406
 
Poster of Barood (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy
Duration : 04:28   Song Number : 39406   

Sandhya Jo Aaye Phagun (1973) 03:41 16293
 
Poster of Phagun (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:41   Song Number : 16293   

Sanjh Dhali Dil Ki Lagi Kala Bazar (1960) 03:49 37028
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 03:49   Song Number : 37028   

Sar Jo Tera Chakraaye Pyaasa (1957) 04:26 21219
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:26   Song Number : 21219   

Shokhiyon Mein Ghola Jaaye Prem Pujari (1970) 05:11 21238
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 05:11   Song Number : 21238   

Soch Ke Ye Gagan Jyoti (1969) 03:25 21246
 
Poster of Jyoti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Niveditha
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:25   Song Number : 21246   
Karaoke Songs of S D Burman, Sad Songs of S D Burman, Love Songs of S D Burman, Dance Songs of S D Burman, Hip-hop songs of S D Burman, Best songs of S D Burman, Super hit songs of S D Burman, hit songs of S D Burman, duet songs of S D Burman, solo songs of S D Burman, old songs of S D Burman, famous songs of S D Burman, Hindi Karaoke Songs of S D Burman, Hindi Sad Songs of S D Burman, Hindi Love Songs of S D Burman, Hindi Dance Songs of S D Burman, Hindi Hip-hop songs of S D Burman, best Hindi songs of S D Burman, super hit Hindi songs of S D Burman, hit Hindi songs of S D Burman, duet Hindi songs of S D Burman, solo Hindi songs of S D Burman, old Hindi songs of S D Burman, famous Hindi songs of S D Burman, Sing Along Songs of S D Burman, Sing Along Sad Songs of S D Burman, Sing Along Love Songs of S D Burman, Sing Along Dance Songs of S D Burman, Sing Along Hip-hop songs of S D Burman, Sing Along Best songs of S D Burman, Sing Along Super hit songs of S D Burman, Sing Along hit songs of S D Burman, Sing Along duet songs of S D Burman, Sing Along solo songs of S D Burman, Sing Along old songs of S D Burman, Sing Along famous songs of S D Burman